Dum Laga Ke Haisha (Title Song) LyricsDum Laga Ke Haisha
LYRICS:
Dum Laga Ke Haisha (Title Song) Lyrics Khol aankhein baandh pheeta hauli hauli sa Saans le aur chhoot jaa goli goli saa Aaa aa…Khol aankhein baandh pheeta holi holi sa Saans le aur chhoot jaa goli goli saa Haan
paar lagaa de paara Ho chowk ke tu fawwara Haan
paar lagaa de paara
Chaunk ke tu funwwara Dham dham dham bole jahaan
tu rakhe kadam kadam Dum dadum dadum, dum laga ki haisha Dum dadum dadum, dum laga ki haisha Dum dadum dadum …….Dum laga ki haisha Dum dadum dadum, dum laga ki haisha
Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Chala tu chal marda, uda ke tu garda Hey
sarpat man se meethe meethe kann se Rahe pitara bhara bhara
Chala tu chal marda, uda ke tu garda
Sarpat man se meethe meethe kann se Rahe pitara bhara bhara
Phaand ja re deeware aur tar ja saare dhaare
Phaand ja re deeware, tar ja saare dhaare Mann bhar ke ab toh
ho ja tu besharam sharam Dum dadum dadum Dum laga ki haisha (x3)de re na re….ta na na uda ta na..Jale jo duniya namak lagana
Sabko iski bhanak lagana
Aankh bacha ke nikle koi Aankh mein uske chamak lagana
Khatam na ho janam janam tak Pyaar ki aisi sanak lagana, haisha..Kabhi kabhi to chalta hai saath raasta Aa haath badhana yaara Aur tod le ooncha taara Aa haath badha na yaaratod le ooncha taara Dham dham dham bole jahaan
tu rakhe kadam kadam Dum dadum dadum, dum laga ki haisha Dum dadum dadum, dum laga ki haisha Dum dadum dadum…Dum laga ki haisha Dum dadum dadum Dum laga ki haisha
Grover More Songs