SONG: Dukhiya Nari Kise Pukare - दुखिया नारी किसे पुकारे

Dukhiya Nari Kise Pukare - दुखिया नारी किसे पुकारे

LYRICS:
dukhiya nari kise pukare dukhiya nari kise pukare jab soya bhagwan ho tinka kaha sahara dhunde jab sir par tufan ho jab sir par tufan ho dukhiya nari kise pukare aasha cuti dhiraj tuta dukh par dukh yu aaye aasha cuti dhiraj tuta dukh par dukh yu aaye samay ke aaga mujh abla ki haye na kuch chal paye kaise nirabal kare samna bairi jag balwan ho tinka kaha sahara dhunde jab sir par tufan ho jab sir par tufan ho dukhiya nari kise pukare jane ye kis janam ka badla bhag hai mujhse leta jane ye kis janam ka badla bhag hai mujhse leta mujhse mera sindoor chinkar rakh chita ki deta aisa bhi jina kya jina jab jiwan shamshan ho tinka kaha sahara dhunde jab sir par tufan ho jab sir par tufan ho dukhiya nari kise pukare tirath tirath mandir mandir mai fir fir kar hari ab bhi kya meri na sunoge o sab ke dukh hari mera suhag mita to mitegi mahima amar tumhari apni laj bachana hai to aao haye tripurari tripurari tripurari tripurari