SONG: Dukhiya Din Bhikharni Bansuriya Tujhko Pukarti Hai - दुखिया दिन भिखारनी बंसुरिया तुझको पुकारती है

Dukhiya Din Bhikharni Bansuriya Tujhko Pukarti Hai - दुखिया दिन भिखारनी बंसुरिया तुझको पुकारती है

LYRICS:
dukhiya din bhikharani pagali samjha kon hal mera jane vohi jo koi mujh sa hoye ho ho oo nirmohi bansivale, nirmohi bansivale bansuriya tujh ko pukarti hai nirmohi bansivale, o nirmohi bansivale jo mai aisa janti ke prit kiye dukh hoye ngar dhindhora pitati prit na kariyo koi ho oo ho nirmohi bansivale, nirmohi bansivale bansuriya tujh ko pukarti hai nirmohi bansivale, o nirmohi bansivale prit kiye kya sukh mila pardeshi ke sang deepak hansta hi raha jal jal mara ptang ho ho oo nirmohi bansivale, nirmohi bansivale