SONG: Dukh Dard Se Jag Me - दुःख दर्द से जग में कोई आजाद नहीं है

Dukh Dard Se Jag Me - दुःख दर्द से जग में कोई आजाद नहीं है

LYRICS:
dhukh dard se jag me koi aajad nahi hai dhukh dard se jag me koi aajad nahi hai meri tarah lekin koi barbad nahi hai barbad nahi hai dhukh dard se jag me koi aajad nahi hai dil khun hua jaan hui gam ka nishana dil khun hua jaan hui gam ka nishana raste ka pata hai na hai manjil ka thikana raste ka pata hai na hai manjil ka thikana dhukh dard ke maro se na kuch puchho duniya gam itne uthaye ki khushi yad nahi hai khushi yad nahi hai dhukh dard se jag me koi aajad nahi hai dhan walo garibo ki hasi aaj uda lo dhan walo garibi ki hasi aaj uda lo aur parde me dault ke gunah ko chhupa lo aur parde me dault ke gunah ko chhupa lo kal tum bhi humari tarh fariyad karoge aur hum ye kahenge ki ye fariyad nahi hai fariyad nahi hai dhukh dard se jag me koi aajad nahi hai