SONG: Dukh Aur Sukh Ke Raaste, Bane Hain Sab Ke Vaaste - दुख और सुख के रास्ते बने हैं सब के वास्ते

Dukh Aur Sukh Ke Raaste, Bane Hain Sab Ke Vaaste - दुख और सुख के रास्ते बने हैं सब के वास्ते

LYRICS:
dukh aur sukh ke raste bane hai sabke vaste jo gam se haar jaoge to kis tarah nibhaoge kushi mile hume ke gam kushi mile hume ke gam jo hoga bat lege hum mujhe tum aajmao to zara nazar milao to zara nazar milao to ye jisme dur hai magar dilo me fasla nahi jahan me aisa kaun hai ke jisko gam mila nahi jahan me aisa kaun hai ke jisko gam mila nahi tumhare pyar ki kasam tumhara gam hai mera gam na yu bhujhe bhujhe raho jo dil ki baat hai kaho jo mujhse bhi chupaaoge jo mujhse bhi chupaaoge to phir kise bataoge mai koi gair to nahi dilao kis tarah yakin dilao kis tarah yakin ke tum se mai juda nahi mujh se tum juda nahi tum se mai juda nahi mujh se tum juda nahi tum se mai juda nahi mujh se tum juda nahi tum se mai juda nahi mujh se tum juda nahi