SONG: Duje Ki Biwi Gori Laage, Apni Biwi Kali - दूजे की बीवी गोरी लागे, अपनी बीवी काली

Duje Ki Biwi Gori Laage, Apni Biwi Kali - दूजे की बीवी गोरी लागे, अपनी बीवी काली

LYRICS:
duje ki biwi gori lage lage re lage apni biwi kali chori ka gud mitha hota kah gaye meer ka malik ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla hath parai aurat ka thamna acha kam nahi ye bhi nahi koi lal pari tum bhi koi gulfam nahi laz kisi ki mat luto kam nahi hai mardo ka pyar se hum samjhate hai mano kaha humdardo ka na karo aisa atyachar bat to jab hai mere yar tum karo inki rakhwali rakhwali duje ki biwi gori lage lage re lage apni biwi kali chori ka gud mitha hota kah gaye meer ka malik ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla ke hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla kamjoro pe jor dikhake bhul me itni na rahna sher ke upar sawa sher hai dunia ka ye hai kahna roz ki chori ye bhai ek din pakdi jayegi tum hi bolo bakre ki ma kab tak khair manayegi hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla lao jara chehra to dikhao apna unka or inka ham na kahe to log kahenge chor ki dhadi me tinka are kab tak apne logo se apna nam chupaoge duje ke kandhe par kab tak ye banduk chalaoge rakh do ye sab jhola jholi jhuth ki ye kachi goli ab nahi hai chalne wali chalne wali duje ki biwi gori lage lage re lage apni biwi kali chori ka gud mitha hota kah gaye meer ka malik hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla hai na mistar bhalla miya ji sach hai walla