SONG: Dubate Huye Dil Ko Tinake Kaa Sahaaraa Bhi Nahin - डूबते हुये दिल को तिनके का सहारा भी नहीं

Dubate Huye Dil Ko Tinake Kaa Sahaaraa Bhi Nahin - डूबते हुये दिल को तिनके का सहारा भी नहीं

LYRICS:
dubate huye dil ko tinke kaa sahara bhi nahi dubate huye dil ko tinke kaa sahara bhi nahi kin ishaaro par jiyun, koi ishara bhi nahi dubate huye dil ko tinke kaa sahara bhi nahi dubate huye dil ko mera jiwan kya jiwan ik laash hai chalti-phirti mera jiwan kya jiwan ik laash hai chalti-phirti ik laash hai chalti-phirti dard mujhe jo mila us dard ka chara bhi nahi kin ishaaro par jiyun, koi ishara bhi nahi dubate huye dil ko tinke kaa sahara bhi nahi dubate huye dil ko maut ne mujhko thukaraya lagaya bhi na gale se mujhe maut ne mujhko thukaraya lagaya bhi na gale se mujhe lagaya bhi na gale se mujhe koi bata de jaaun kahan koi hamara bhi nahi kin ishaaro par jiyun, koi ishara bhi nahi dubate huye dil ko tinke kaa sahara bhi nahi dubate huye dil ko