SONG: Doston Se Dosti Dushmano (Male) - दोस्तों से दोस्ती दुश्मनों से दुश्मनी

Doston Se Dosti Dushmano (Male) - दोस्तों से दोस्ती दुश्मनों से दुश्मनी

LYRICS:
dosto se dosti dushmano se dushmani dosto se dosti dushmano se dushmani ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai dosto se dosti dushmano se dushmani ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai desh ki khatir jina hai desh ki khatir jina hai desh ki khatir marna hai desh ki khatir marna hai humne kasam uthai hai ye wada poora karna hai dekar apni jaan bhi dosto se dosti dushmano se dushmani ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai jab bole sach bolenge bhed sabhi ke kholenge jab bole sach bolenge bhed sabhi ke kholenge sare kale choro ko hum nanga karke chodenge sare kale choro ko hum nanga karke chodenge kasam dharam imaan ki dosto se dosti dushmano se dushmani ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai teri mamta pe nisar aisa hai ma tera pyar teri mamta pe nisar aisa hai ma tera pyar jaise chanda ki kiran jaise phulo ki bahaar jaise sawan ki jhadi dosto se dosti dushmano se dushmani ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai dosto se dosti dushmano se dushmani ye duniya ki reet hai yahi humara geet hai