SONG: Dost Wahi Dost Ke Aaye Jo Kaam - दोस्त वही दोस्त के आये जो काम

Dost Wahi Dost Ke Aaye Jo Kaam - दोस्त वही दोस्त के आये जो काम

LYRICS:
dost wahi dost ke aaye jo kam dosti me war de jindagi tamam jindagi tamam tamam jindagi tamam thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa tum kaho kaho kaho thoda sa tum kaho thoda sa hum kahe kahte kahte hi afsana ho jayega thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega jo kahte hai hum karke rahenge karke rahenge karke rahenge jamane se kya maut se bhi ladenge baat ke pakke hai tere diwane hai ye shama bujha aise parwane hai rakha kahne me kya aage tum dekhna dekhe honge bahut hamsa par ek na thoda sa hai safar thodi si hai kasar thoda sa hai safar thodi si hai kasar jise chahe wo nishana ho jayega thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega hath hamse milakar chale aandhiya de samundar jala hum wo chingariya waqt deta badal har insan ko nap lete hai hum har tufan ko jaha me hamara yahi hai nisha hamse hoti hai majbur majburiya hamse hoti hai majbur majburiya maf karna khata de itna bata chur ho jaye hamse jo takrayega thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega aisa lagta yaha hai jarurat meri khich layi hame yar yari teri hamne sikha hai har haar ko jitna bad pisne ke hi rang laye hina oro ko manjil mile na mile hamari to manjil hai kadam ke tale aahe kadam ke tale ha ha kadam ke tale de dunia badal aasma tu sambhal de dunia badal aasma tu sambhal tut kar har sitara bikhar jayega badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega thoda sa tum kaho kaho kaho thoda sa tum kaho thoda sa hum kahe kahte kahte hi afsana ho jayega thoda sa tum badho thoda sa hum badhe badhte badhte hi yarana ho jayega kahte kahte hi afsana ho jayega