SONG: Dost Banke Aaye Ho, Dost Banke Hee Rehna - दोस्त बनके आये हो, दोस्त बनके ही रहना

Dost Banke Aaye Ho, Dost Banke Hee Rehna - दोस्त बनके आये हो, दोस्त बनके ही रहना

LYRICS:
dost banke aaye ho, dost banke hi rehna dost banke aaye ho, dost banke hi rehna ab bahut hi mushkil hain, bewafa tumhe kehna dost banke aaye ho tum kiran tum kiran savere ki, tum chirag manjil kaa jab se tumko dekha hain khil uthha hain chaman dil kaa dost banke aaye ho, dost banke hi rehna ab bahut hi mushkil hain, bewafa tumhe kehna dost banke aaye ho tum ho meraa tum ho meraa aayina, mai tumhari surat hu tum meraa mukaddar ho, mai tumhari kismat hu dost banke aaye ho, dost banke hi rehna ab bahut hi mushkil hain, bewafa tumhe kehna dost banke aaye ho umarbhar naa umarbhar naa aana tum, diljalo ki bato me sath hamko chalna hain, hath leke hatho me dost banke aaye ho, dost banke hi rehna ab bahut hi mushkil hain, bewafa tumhe kehna dost banke aaye ho