SONG: Dooriya Nazdikiya Ban Gayi Ajab Ittifaaq Hai - दूरियाँ नज़दीकियाँ बन गईं अजब इत्तिफ़ाक़ है

Dooriya Nazdikiya Ban Gayi Ajab Ittifaaq Hai - दूरियाँ नज़दीकियाँ बन गईं अजब इत्तिफ़ाक़ है

LYRICS:
duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai aise mili do nigahe milti hai jaise do rahe jagi ye ulfat purani gane lagi hai fizaye aise mili do nigahe milti hai jaise do rahe jagi ye ulfat purani gane lagi hai fizaye pyar ki shahnaiya baj gayi ajab itfaq hai duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai ek dagar pe mile hai hum tum do humsaye aisa laga tumse milkar din bachpan ke aaye ek dagar pe mile hai hum tum do humsaye aisa laga tumse milkar din bachpan ke aaye vadiya ummid ki saj gayi ajab itfaq hai duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai pahle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho sapno me dekha tha jisko sathi purane tum hi ho pahle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho sapno me dekha tha jisko sathi purane tum hi ho bastiya arman ki bas gayi ajab itfaq hai duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai