SONG: Door Papeeha Bola Raat Aadhi Rah Gayi - दूर पपीहा बोला रात आधी रह गई

Door Papeeha Bola Raat Aadhi Rah Gayi - दूर पपीहा बोला रात आधी रह गई

LYRICS:
dur papiha bola raat aadhi rah gayi meri tumhaari mulaaqaat baaqi rah gayi dur papiha bola raat aadhi rah gayi meri tumhaari mulaaqaat baaqi rah gayi mera dil hai udaas jiya mand-mand hai mera dil hai udaas jiya mand-mand hai baadalo ke ghere me chaand nazar-band hai baadalo ke ghere me chaand nazar-band hai baadal aaye par barasaat baaqi rah gayi baadal aaye par barasaat baaqi rah gayi meri tumhaari mulaaqaat baaqi rah gayi dur papiha bola aankh michauli kheli, jhula jhum ke jhule aankh michauli kheli, jhula jhum ke jhule ban me chameli phuli ham bahaar me bhule ham bahaar me bhule par deni thi jo saugaat baaqi rah gayi par deni thi jo saugaat baaqi rah gayi meri tumhaari mulaaqaat baaqi rah gayi dur papiha bola raat aadhi rah gayi meri tumhaari mulaaqaat baaqi rah gayi dur papiha bola