SONG: Door Gagan Ke Chanda (Mo Se Rooth Gayo Banwari)

Door Gagan Ke Chanda (Mo Se Rooth Gayo Banwari)

LYRICS:
door gagan ke chanda kahiyo saajan se sandes ghar ghar alakh jagaawe radha kar joganiya bhes mo se rooth gayo banwaari mo se rooth gayo banwaari jari gayo madhuban sukhi jamuna gali gali dukhiyari mo se rooth gayo banwaari chhod gayo re man ka mitwa jiya na ab to maane jiya na ab to maane kaun tarat re na koi samjhe tum jaano hum jaanen tum jaano hum jaanen piye bin kaamni jee na sakegi piye bin kaamni jee na sakegi laage ghaavat bhaari mo se rooth gayo banwaari mo se rooth gayo banwaari ye poonam ki raat chaandni aag jiya mein laagi aag jiya mein laagi chanda se yun door chakori virhaa vedna jaagi virhaa vedna jaagi rowat sagri ran bitaai rowat sagri ran bitaai aayo na girdhaari mo se rooth gayo banwaari mo se rooth gayo banwaari madhur milan ki aas lagaaye phulwan sej bichhai phulwan sej bichhai path herat akhiyaan pathraai nindiya kab hu na aayi nindiya kab hu na aayi aao kaanha der karo na aao kaanha der karo na tum jeete main haari mo se rooth gayo banwaari mo se rooth gayo banwaari