SONG: Doobi Naiya Aa Ke Kinare - डूबी नईया आ के किनारे

Doobi Naiya Aa Ke Kinare - डूबी नईया आ के किनारे

LYRICS:
dubi naiya dubi naiya aa ke kinare aa ke kinare dubi naiya jaye kaha ab gum ke mare gum ke mare dubi naiya badli hui hai unki nigahe dard hai dil me lab pe aahe dard hai dil me lab pe aahe baithe hue hai gum ke sahare gum ke sahare dubi naiya takte hai naina unko harsu takte hai naina unko harsu rukte nahi hai aankh se aasu rukte nahi hai aankh se aasu chhupne ko hai ab chand sitare chand sitare dubi naiya hath se unka daman chhuta hath se unka daman chhuta chanda banke tara tuta chanda banke tara tuta wo gaye jhuthe sapne sare sapne sare dubi naiya aake kinare aake kinare dubi naiya