SONG: Doobe Doobe Din Mere - डूबे डूबे दिन है मेरे तेरे ख्यालों में

Doobe Doobe Din Mere - डूबे डूबे दिन है मेरे तेरे ख्यालों में

LYRICS:
doobe doobe din hai mere tere khyalon me khoi hu har lamha tere sawalon me sanse milti hai sanso se isi jagah hu diwani main teri is wajah sanse milti hai sanso se isi jagah hu diwana main tera is wajah ha rooh ki baate kaise kahu bin kahe rah na saku katati nahi hai ye raate bin dekhe kaise jiu sanse milti hai sanso se isi jagah hu diwana main tera is wajah sanse milti hai sanso se isi jagah hu diwani main teri is wajah ho ansuni si lage har iltaja raham ki barish kar de jara ho aahate tu sun le meri ab na kuch raha sanse milti hai sanso se isi jagah hu diwani main teri is wajah sanse milti hai sanso se isi jagah hu diwana main tera is wajah