SONG: Donon Ne Kiyaa Thaa Pyaar Magar - दोनों ने किया था प्यार मगर

Donon Ne Kiyaa Thaa Pyaar Magar - दोनों ने किया था प्यार मगर

LYRICS:
dono ne kiya tha pyaar magar mujhe yaad raha tu bhul gayi maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali tune mujhse kiya tha kabhi vaada meri taal pe tu daudi chali aayegi kaisa bandhan hai pyaar ka ye bandhan ise tod ke tu kaise chali jaayegi kya yahi hai vafa mujhe ye to bata meri mahua, vo tere vaade kya huye kya yahi hai vafa, mujhe ye to bata, meri mahua o meri jaana dono ne kiya ikrar magar mujhe yaad raha tu bhul gayi maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali aaj mai apne dil ki sada se aasmaan ko hila ke rahunga ai maut ki nind sone vaali aaj tujhko jaga ke rahunga tu na jaagi to mai aansuo me sare jag ko baha ke rahunga tu agar us jaha se na aayi is jaha ko jala ke rahunga tu hai mera badan mai badan ka rup wapas bula ke rahunga o meri aatma aatma ko aatma se mila ke rahunga tu hai meri dulhan aaj hoga milan, meri mahua o tere vaade kya huye tu hai meri dulhan aaj hoga milan, meri mahua o meri jaana dono ne kiya izhar magar mujhe yaad raha tu bhul gayi maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali maine tere liye re jag chhod a tu mujhko chhod chali