SONG: Dono Jahaan Teri Muhabbat Mein Haar Ke - दोनों जहान तेरी मुहब्बत में हार के

Dono Jahaan Teri Muhabbat Mein Haar Ke - दोनों जहान तेरी मुहब्बत में हार के

LYRICS:
dono jahaan teri muhabbat mein haar ke woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke dono jahaan teri muhabbat mein haar ke woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke viraan hai maikada hun saagar udaas hai tum kya gaye ki ruth gaye din bahaar ke woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke bhule se muskuraa toh diye the woh aaj faiz mat puchh walwale dil-e-naakar dakaarke woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke dono jahaan teri muhabbat mein haar ke woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke