SONG: Dono Hai Majbur Pyare - दोनों हैं मजबूर प्यारे

Dono Hai Majbur Pyare - दोनों हैं मजबूर प्यारे

LYRICS:
dono hain majbur pyare, dono hain majbur aankhe dil se ho dil aankho se dono hain majbur pyare, dono hain majbur aankhe kare ishare dil tadpe hain dard ke mare soch raha hain do diwane soch rahe hain do diwane, hain manjil kitni dur hain manjil kitni dur dono hain majbur pyare, dono hain majbur aankhe dil se ho dil aankho se dono hain majbur pyare, dono hain majbur paas bhi rah kar paas nahi hain dil ko dil ki aas nahi hain pyase naino ke do sagar pyase naino ke do sagar ho pyar se hain bharpur ho pyar se hain bharpur dono hain majbur pyare, dono hain majbur aankhe dil se ho dil aankho se dono hain majbur pyare, dono hain majbur pal do pal ki baat hain duniya pagle chadhti raat hain duniya jitni pee jaye tu pee le jitni pee jaye tu pee le ha aur na ho makhmur ha aur na ho makhmur dono hain majbur pyare, dono hain majbur aankhe dil se ho dil aankho se dono hain majbur pyare, dono hain majbur