SONG: Dole Dole Dil Dole, Bole Dil Bole Ke Hai Tu Kiski Mehbuba - बोले दिल बोले के है तू किसकी मेहबूबा

Dole Dole Dil Dole, Bole Dil Bole Ke Hai Tu Kiski Mehbuba - बोले दिल बोले के है तू किसकी मेहबूबा

LYRICS:
tu kaun hai tera naam bata o dilruba hume na sata hu london me bole mujhe juliyat juliyat india me bole mujhe laila oye laila punjab jau bole hiriye marte hai sab mujhpe chhaila oye tera ek aur bhi to naam hai mehbuba dole dole dil dole bole dil bole ke hai tu kiski mehbuba dole dole dil dole bole dil bole main to hu sabki mehbuba dole dole dil dole bole dil bole ke hai tu kiski mahbuba dole dole dil dole bole dil bole main to hu sabki mahbuba hazaro mere aage hazaro mere pichhe akeli jawani meri main afat hu main kayamat hu main jawani tufani meri ho hazaro mere aage hazaro mere pichhe akeli jawani meri main afat hu main kayamat hu main jawani tufani meri jo mujhe tham le pyar se kaam le main usi ki to hu dilruba dole dole dil dole bole dil bole ke hai tu kiski mehbuba dole dole dil dole bole dil bole main to hu sabki mehbuba ada na puchho meri kabhi hu main cheri kabhi hu mai rshila anar main chunar albeli hazaro me akeli ho re mere pallu ki maar ha ha ada na puchho meri kabhi hu main cherry kabhi hu mai rshila anar main chunar albeli hazaro me akeli ho re mere pallu ki maar ab jo chhule mujhe wo na bhule mujhe maun usiki to hu dilruba dole dole dil dole bole dil bole ke hai tu kiski mehbuba dole dole dil dole bole dil bole main to hu sabki mehbuba dole dole dil dole bole dil bole main to hu sabki mehbuba marliya dalto nahi adona nahi nahi madhubala nahi tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai mehbuba mehbuba mehbuba Edit by: