SONG: Dol Uthi Hai Daali Daali - डोल उठी है डाली डाली

Dol Uthi Hai Daali Daali - डोल उठी है डाली डाली

LYRICS:
dol uthi hai dali dali kon magan lehraya dol uthi hai dali dali kon magan lehraya pawan putar ka janam huya ghar ghar me mangal chhaya aaye pawan lal ko dekha aaye pawan lal ko dekha dekar chale badhayi barham dev ke naino ne jivan me jyoti jagayi laxmi narayan aaye hai karne ko kalyan laxmi narayan aaye hai karne ko kalyan gori shankar ne balak ko diya marvar dan anjan tera lal banega ram bhkat hanuman ram bhkat hanuman