SONG: Dol Rahi Hai Nayyaa Meri (Male) - डोल रही हैं नैया मेरी

Dol Rahi Hai Nayyaa Meri (Male) - डोल रही हैं नैया मेरी

LYRICS:
dol rahi hai, dol rahi hai, dol rahi hai naiya dol rahi hai naiya meri dol rahi hai naiya aa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aaj punam ka chand khila hans rahi hai raat aaj chamkili laharo ka chanchal hai gaat aaj punam ka chand khila hans rahi hai raat aaj chamkili laharo ka chanchal hai gaat main akela hu main akela hu kisse kahu apne man ki baat ho kahan jaau, kahan jaaun, kahan jaau re ho kahan jaau, kahan jaaun, kahan jaau re meri radha hai kaun main hu kiska kanhaiya meri radha meri radha hai kaun main hu kiska kanhaiya dol rahi hai naiya meri dol rahi hai naiya dol rahi hai, dol rahi hai, dol rahi hai naiya dol rahi hai naiya meri dol rahi hai naiya ho ho ho ho