SONG: Do Roz Mein Woh Pyar Ka Alam - दो रोज़ में वो प्यार का आलम गुज़र गया

Do Roz Mein Woh Pyar Ka Alam - दो रोज़ में वो प्यार का आलम गुज़र गया

LYRICS:
do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roj me bas itni si hain daasta bachpan ke pyar ki bas itni si hain daasta bachpan ke pyar ki do phul khilte khilte hi gulshan ujad gaya gulshan ujad gaya do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roj me lekar sahaara aag ka kab tak koi jiye lekar sahaara aag ka kab tak koi jiye ae maut aa ke zindagi ka aalam gujar gaya dil hi bhar aaya do roj me wo pyar ka aalam gujar gaya barbaad karne aaya tha barbaad kar gaya do roj me