SONG: Do Pyar Ki Bate Ho Jaye - दो प्यार की बाते हो जाये

Do Pyar Ki Bate Ho Jaye - दो प्यार की बाते हो जाये

LYRICS:
do pyar ki baate ho jaye ho ek tum kah do ek hum kah de do pyar ki baate ho jaye arma jinhe sunkar lahraye ek tum kah do ek hum kah de do pyar ki baate ho jaye rag rag me umange jaag uthe duniya pe jawani chha jaye rag rag me umange jaag uthe duniya pe jawani chha jaye do bol jo dil me utar jaye ho ek tum kah do ek hum kah de do pyar ki baate ho jaye ek koyal ki aawaz bane ek madhur tarana bulbul ka ek koyal ki aawaz bane ek madhur tarana bulbul ka dil jhume ye kaliya muskaye ho ek tum kah do ek hum kah de do pyar ki baate ho jaye jo geet bane jag walo ke aakash pe jinki dhum mache jo geet bane jag walo ke aakash pe jinki dhum mache jinhe chand sitare bhi gaye ho ek tum kah do ek hum kah de do pyar ki baate ho jaye