SONG: Do Pyar Karne Walo Ko Dur Karte Hai - दो प्यार करने वालों को दूर करते है

Do Pyar Karne Walo Ko Dur Karte Hai - दो प्यार करने वालों को दूर करते है

LYRICS:
dil kahein duniya ki baaton mein na aana kehati hain duniya tu hua hai diwana maa ka hukum soni kudi ghar lana daddy ki himayat ke dhokha nahi khana bhaiyya ka hain order akeli nahi jana yahan wahan jake kahin naak na katana din din badhati hai pyar ki sajaye dil ke diwane jaye to kahan jaye do pyar karne walo ko door karte hai do pyar karne walo ko door karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai najhuk dilo ke sishe ye chur karte hai najhuk dilo ke sishe ye chur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai chor nazar ka ye ishara chori chori ho dilne dil ko pukara chori chori shuru hua milna hamara chori chori mil gaya sahara jine ka chori chori hum pyar ek dujhe ko bhar pur karte hai hum pyar ek dujhe ko bhar pur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai chain lene na de koi tere diwane ko ek jata nahi woh aate hain samjhane ko koi sunta nahi dard ke afsane ko humse humdardi nahi koi apne begane ko log razi nahi aashiq pe taras khane ko aise aalam mei to jee karta hai marjane ko masum se khabo ko benur karte hai masum se khabo ko benur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai kisi ki na manege na kisi ki sunenge har tanhai ko pyar se bunenge duniya wale yunhi jhalenge bunenge janam janam hum tumhi ko chunenge ye faisala hum dono manjur karte hai ye faisala hum dono manjur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai