SONG: Do Panchhi Udte Jaye Aur Geet Milan Ke Gaye - दो पंछी उड़ते जाये और गीत मिलन के गाये

Do Panchhi Udte Jaye Aur Geet Milan Ke Gaye - दो पंछी उड़ते जाये और गीत मिलन के गाये

LYRICS:
do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye hai duniya mela preet ka ye samjhaye do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye hai duniya mela preet ka ye samjhaye hawa ye thandi thandi ye baho ke nazare akeli mujhe dekh ke chedenge sare hawa ye thandi thandi ye baho ke nazare akeli mujhe dekh ke chedenge sare papiho ki sadaye arman jagati jaye hai duniya mela preet ka ye samjhaye do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye hai duniya mela preet ka ye samjhaye koyaliya ye bole kisi ki tu bhi hole mai dil se jo puchhu to haye bairi dole koyaliya ye bole kisi ki tu bhi hole mai dil se jo puchhu to haye bairi dole ye naina bhi sharmaye sharma ke jhukti jaye hai duniya mela preet ka ye samjhaye do panchhi udte jaye aur geet milan ke gaye hai duniya mela preet ka ye samjhaye