SONG: Do Nazro Ka Mil Jana Ban Gaya Ek Afsana - दो नज़रो का मिल जाना एक बन गया फ़साना

Do Nazro Ka Mil Jana Ban Gaya Ek Afsana - दो नज़रो का मिल जाना एक बन गया फ़साना

LYRICS:
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana ek ban gaya fasana do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana ek ban gaya fasana ji ek taraf meri ghabraye huye ankhe ji ek taraf meri sharmaye huye ankhe fir nazro ka mil jana ek ban gaya fasana ek ban gaya fasana do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana ek ban gaya fasana ujde huye raste par ghar humne banaya tha ujde huye raste par ghar humne banaya tha ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha ankhe to mila li hai ab dil bhi mila jana ab dil bhi mila jana do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana ek ban gaya fasana dil mujhe apna de do de do dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo bas itna karo wada fir na kal chle jana fir na kal chle jana do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana ek ban gaya fasana do nazro ka mil jana