SONG: Do Nainon Ne Jaal Bichhaaya - दो नैनों ने जाल बिछाया

Do Nainon Ne Jaal Bichhaaya - दो नैनों ने जाल बिछाया

LYRICS:
do naino ne jaal bichhaaya aur do naina ulajh gaye, ulajh gaye ek wahi bedard na samajha duniya waale samajh gaye, samajh gaye dil tha ek bachpan ka saathi wo bhi mujhko chhod gaya wo bhi mujhko chhod gaya nikat anaadi anjaane se mera naata jod gaya main birahan pyaasi ki pyaasi saawan aaye baras gaye, baras gaye baithe hai wo tan man ghere baithe hai wo tan man ghere phir bhi kitani dur hain wo main to maari laaj sharam ki kis kaaran majbur hai wo jal me dube nain hamaare phir bhi pyaase taras gaye, taras gaye do naino ne jaal bichhaaya