SONG: Do Naina Tumhare Pyare Pyare Gagan Ke Ye Taare - दो नैना तुम्हारे प्यारे प्यारे गगन के ये तारे

Do Naina Tumhare Pyare Pyare Gagan Ke Ye Taare - दो नैना तुम्हारे प्यारे प्यारे गगन के ये तारे

LYRICS:
do naina tumhare pyare pyare gagan ke tare kare ye ishare dil dil se milayenge dil dil se milayenge jiya dhadke sharam ke mare sajan hum hare chalenge tere dware teri duniya basayenge teri duniya basayenge do naina tumhare pyare pyare gagan ke tare kare ye ishare dil dil se milayenge dil dil se milayenge chum rahe hai tujhko pawan ke chum rahe hai tujhko pawan ke jhonke halke-halke jhonke halke-halke dil ke mai kone me khushi ke dil ke mai kone me khushi ke paimane hai chalke, paimane hai chalke dekho sawan ke hanste nazare nigahe mila re papiha pukare ye din phir na ayenge ye din phir na ayenge do naina tumhare pyare pyare gagan ke tare kare ye ishare dil dil se milayenge dil dil se milayenge pyar bhara ek chota sa dil hai bada bedard zamana bada bedard zamana o mere sapno ke sathi o mere sapno ke sathi milke bichad mat jana milke bichad mat jana kiye wade jo nadiya kinare piya na bisare unhi ke sahare hum jivan bitayenge hum jivan bitayenge