SONG: Do Kadam Aur Ae Sathi - दो कदम और ऐ साथी

Do Kadam Aur Ae Sathi - दो कदम और ऐ साथी

LYRICS:
do kadam aur aye sathi kadmo pe jamana hoga daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga do kadam aur aye sathi kadmo pe jamana hoga daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga are sona pighlega aur chandi barsegi chune ko kadam apne khud manzil tarsegi hai aaj agar auro ka kal apna zamana hoga daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga do kadam aur aye sathi kadmo pe jamana hoga daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga baho me chand hoga aur rah me sitare baho me chand hoga aur rah me sitare ummido ki wo duniya ab dur nahi pyare khushiyo ki jawa rato ka har khwab suhana hoga daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga do kadam aur aye sathi kadmo pe jamana hoga daman me hamare ek din duniya ka khazana hoga