SONG: Do Ghoont Chai Pee, Aur Sair Duniya Ki Dekho Main Kar Ke Aa Gaya - दो घूंट चाय पी और सैर दुनिया की देखो मैं कर के आ गया

Do Ghoont Chai Pee, Aur Sair Duniya Ki Dekho Main Kar Ke Aa Gaya - दो घूंट चाय पी और सैर दुनिया की देखो मैं कर के आ गया

LYRICS:
do ghunt chai pi aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya do ghunt chai pi aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya duniya hi jannat hai, jannat mein kya hoga dekhe yaha lakhon, wahan to ek khuda hoga aadam hi aadam hai, is baat mein kaam hai isko banaya kyu, khuda ko bhi ye gam hai apne kiye par aap hi dekho khuda pachta gaya, pachta gaya do ghunt chai pi aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya mahfil ghadi bhar ki, phir bhi suhani hai kitni hasin kitni jawan, mana ke funny hai apni adaa se ji jab tak hai dum baaki tu aap hi paimana ban aur aap hi saaqi zinda wo duniya me raha duniya ko jo thukra gaya, thukra gaya do ghunt chai pi, aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya yaaron idhar aao mujhse na ghabrao mujhko khila sakte nahin to mujhse kuch khao khane khialane se kuchh kam nahi hota apne agar kha jaye to kuchh gam nahi hota khakar akele raat din mera to dil ghabra gaya, ghabra gaya do ghunt chai pi aur sair duniya ki dekho main karke aa gaya aa gaya aa gaya main sair karke aa gaya