SONG: Do Gharo Ki Aag Me Ghar Hazaro Jal Gaye - दो घरों की आग में घर हज़ारो जल गए

Do Gharo Ki Aag Me Ghar Hazaro Jal Gaye - दो घरों की आग में घर हज़ारो जल गए

LYRICS:
do gharo ki aag me ghar hazaaro jal gaye bekasur begunaah kitne haay mar gaye, mar gaye bhul kiski thi aur kis ko paaymaali ho gayi thi jaha jagmag diwali raat kaali ho gayi raat kaali ho gayi chalne waalo ke sath sab chalte hai girte huo ka daman koi thaam le himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le nazar fer kar jaane waale nazar fer kar jaane waale ek baar to dekh zara ek baar to dekh zara hum to teri bhule hai tu humko pehchaan le himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le bhul gaye vo vaade apne bhul gaye vo vaade apne jo laakho ke bich diye jo laakho ke bich diye muh fer chala jab waqt pada haay bedardi samaj ye himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le aage badhne se darte hai bharat jawan kyu, bharat jawan kyu jinke dil me dard nahi hai kahlaate insaan kyu, kahlaate insaan kyu baithe hai ab tak mandir me chup baithe hai ab tak mandir me chup ho ke bhagwan kyu dharti kyu na fat jaaye gir jaaye na aasmaan kyu girte huo ka daman koi thaam le himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le himmat se koi kaam le sahas se koi kaam le