SONG: Do Ghadi Sath Rahe Khush Rahe Aabad Rahe - दो घड़ी साथ रहें खुश रहें आबाद रहें

Do Ghadi Sath Rahe Khush Rahe Aabad Rahe - दो घड़ी साथ रहें खुश रहें आबाद रहें

LYRICS:
do ghadi sath rahe khush rahe aabad rahe unko bhi humsad kiya aap bhi humsad rahe waqt ab aa gaya ruksat ko chale jate hai ab siva farz ke kuch bhi na hume yaad rahe