SONG: Do Ghadi Ki Bahar Hai Yeh Bahar Dekh Le, Yeh Bhi Ek Zindagi Hai - दो घड़ी की बहार है ये बहार देख ले, ये भी एक जिंदगी है

Do Ghadi Ki Bahar Hai Yeh Bahar Dekh Le, Yeh Bhi Ek Zindagi Hai - दो घड़ी की बहार है ये बहार देख ले, ये भी एक जिंदगी है

LYRICS:
do ghadi ki bahar hai ye bahar dekh le ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le do ghadi ki bahar hai ye bahar dekh le ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le do ghadi ki bahar hai husn rang rup ye char din ki chandni saaj dil utha zara chhed koi ragini husn rang rup ye char din ki chandni saaj dil utha zara chhed koi ragini baj uthenge tere dil ke tar tar dekh le ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le do ghadi ki bahar hai ye bahar dekh le ye bhi ek zindgi hai karke pyar dekh le do ghadi ki bahar hai