SONG: Do Dino Ki Hai Kahani - दो दिनों की हैं कहानी

Do Dino Ki Hai Kahani - दो दिनों की हैं कहानी

LYRICS:
do dino ki hai kahani zindgani jee to le hu ha aag hai to aag ko hi karke pani pee to le hu ha do dino ki hai kahani zindgani jee to le aag hai to aag ko hi karke pani pee to le bi vi vi wa wa wau wau bi vi vi wa wa wau wau biti so biti jaisi bhi biti aage ki soch jara udta hua ye waqt hai pyare aur hai ye waqt bura bigdi banale sach se nibhale dil se kisi ke dil ko mila le kaal to aakhir kaal hai lekin hum bhi hai aafat ke parkaale do dino ki hai kahani zindgani jee to le aag hai to aag ko hi karke pani pee to le bi vi vi wa wa wau wau bi vi vi wa wa wau wau lamba safar hai manzil hai mushkil phir bhi na harenge hum chahe jidhar se niklenge apni raah sawarenge hum bigdi banale sach se nibhale dil se kisi ke dil ko mila le kaal to aakhir kaal hai lekin hum bhi hai aafat ke parkaale do dino ki hai kahani zindgani jee to le aag hai to aag ko hi karke pani pee to le la lla l l l la hey la lla l l l la ghar ho ke bahar jiwan ka bojha milke uthayenge hum chote se dil ki choti si duniya milke basayenge hum dil se kisi ke dil ko mila le kaal to aakhir kaal hai lekin hum bhi hai aafat ke parkaale do dino ki hai kahani zindgani jee to le aag hai to aag ko hi karke pani pee to le