SONG: Do Din Ki Zindagi Hai - दो दिन की जिंदगी है

Do Din Ki Zindagi Hai - दो दिन की जिंदगी है

LYRICS:
do din ki jindagi hai do din ki jindagi hai is par na ful pyare rah jayegi yahi par duniya ke chhante sare do din ki jindagi hai do din ki jindagi hai teri samjh par kab tak parde pade rahenge teri samjh par kab tak parde pade rahenge ye kothiya ye bangale yun hi khade rahenge ye kothiya ye bangale yun hi khade rahenge aakash me aakash me humesha hire jade rahenge aakash me humesha hire jade rahenge tere na hone par bhi tere na hone par bhi chamkenge chand tare do din ki jindagi hai do din ki jindagi hai har dum wo dekhta hai jo bhi tu khel khele har dum wo dekhta hai jo bhi tu khel khele uski nigah me hai ye jindagi ke mele uski nigah me hai ye jindagi ke mele duniya duniya me hi rhenge duniya ke sab jhamele par tu yaha na hoga par tu yaha na hoga honge sabhi najare do din ki jindagi hai do din ki jindagi hai dhokha hai teri surat vyopar teri chahat dhokha hai teri surat vyopar teri chahat ye rang rup dault sukh chain aur ijjat ye rang rup dault sukh chain aur ijjat rah jayegi dhari sab magarur teri takat rah jayegi dhari sab magarur teri takat rah jayegi rah jayegi rah jayegi jayega jab yaha se jayega jab yaha se hatho ko tu pasare do din ki jindagi hai do din ki jindagi hai