SONG: Do Din Ki Kushi Raas Na Aayi Mere Ji Ko - दो दिन की ख़ुशी हाय दो दिन की ख़ुशी

Do Din Ki Kushi Raas Na Aayi Mere Ji Ko - दो दिन की ख़ुशी हाय दो दिन की ख़ुशी

LYRICS:
do din ki khushi haay do din ki khushi do din ki khushi raas na aayi mere ji ko dil tod diya haay dil tod diya dil tod diya aag lage aisi khushi ko do din ki khushi haay do din ki khushi kehta hai ye ro-ro ke mera dard bhara dil, dard bhara dil apna na banaaye apna na banaaye koyi duniya me kisi ko, duniya me kisi ko dil tod diya haay dil tod diya dil tod diya aag lage aisi khushi ko jo dil pe guzarti hai wo kehte nahi banti, kehte nahi banti baithe hain chhupaaye huye baithe hain chhupaaye huye ham dil ki lagi ko ham dil ki lagi ko do din ki khushi haay do din ki khushi do din ki khushi raas na aayi mere ji ko the aur bhi duniya me muhabbat ke pujaari muhabbat ke pujaari taqadir ne kyun lut liya taqadir ne kyun lut liya haay mujhi ko, haay mujhi ko dil tod diya haay dil tod diya dil tod diya aag lage aisi khushi ko