SONG: Do Din Ki Bahaare Khatm Hui - दो दिन की बहारे खत्म हुई

Do Din Ki Bahaare Khatm Hui - दो दिन की बहारे खत्म हुई

LYRICS:
do din ki bahare khatm hui arman bhara dil ro hi diya do din ki bahare khatm hui ulfat ki kahani itni thi paya bhi unhe aur kho bhi diya do din ki bahare khatm hui ummid ka suraj chamaka tha sawan ki andheri raat liye malim na tha milane ki ghadi aayegi judai sath liye kismat ne hame dhokha dekar aabad kam aur barbad kiya do din ki bahare khatm hui fariyad bani hontho ki hansi gam dil ki tamnna lut gaya ek geet bichha ke ruth gai ek taar baja aur tut gaya in jagati aankhon se hamane ek khwab adhura dekh liya ulfat ki kahani itni thi paya bhi unhe aur kho bhi diya do din ki bahare khatm hui