SONG: Do Din Ka Mela Hai Teri Mehman Jawani Hai - दो दिन का मेला है तेरी महमान जवानी है

Do Din Ka Mela Hai Teri Mehman Jawani Hai - दो दिन का मेला है तेरी महमान जवानी है

LYRICS:
do din ka mela hai teri mehman jawani hai sajan ye dunia pani hai do din ka mela hai teri mehman jawani hai sajan ye dunia pani hai do din jag me haskar jeele man hi man me aasu peele do din jag me haskar jeele man hi man me aasu peele sukh dukh ka sansar tera ye teri kahani hai sajan ye sajan ye sajan ye dunia pani hai do din ka mela hai teri mehman jawani hai sajan ye dunia pani hai khula bazar hai jholi bharle balam jawani me kuch karle khula bazar hai jholi bharle balam jawani me kuch karle dilwale kar dil ka sauda ummid purani hai sajan ye dunia pani hai do din ka mela hai teri mehman jawani hai sajan ye dunia pani hai aa sansar ko gale laga le sari dunia ek bana le aa sansar ko gale laga le sari dunia ek bana le dunia wale amar preet ki yahi nishani hai sajan ye sajan ye sajan ye dunia pani hai do din ka mela hai teri mehman jawani hai sajan ye dunia pani hai