SONG: Do Din Bahaar Phool To Dikhla Ke Reh Gaye - दो दिन बहार फूल तो दिखला के रह गए

Do Din Bahaar Phool To Dikhla Ke Reh Gaye - दो दिन बहार फूल तो दिखला के रह गए

LYRICS:
do din bahar phul to dikhla ke reh gaye dikhla ke reh gaye do din bahar phul to dikhla ke reh gaye dikhla ke reh gaye jalti hui hawao se kumlake reh gaye kumlake reh gaye do din bahar phul to dikhla ke reh gaye dikhla ke reh gaye vo aise vo aise khusnasib nai zindagi mili nai jindagi mili vo aise khushnasib nai zindagi mili nai jindagi mili hum aise badnasib unhen pake rah gay unhen pake rah gaye do din bahar phul to dikhla ke reh gaye dikhla ke reh gaye jo dil ki jo dil ki hasrate thi vo dil hi me reh gayi dil hi me reh gayi manjil ke ham karib gaye ja ke reh gaye ja ke reh gaye do din bahar phul to dikhla ke reh gaye dikhla ke reh gaye gundi hai gundi hai hamne prem sehre ki har ladi sehre ki har ladi aansu hamari aankho me aa aa ke rah gaye aa aa ke rah gaye do din bahar phul to dikhla ke reh gaye dikhla ke reh gaye jalti hui hawao se kumlake reh gaye kumlake reh gaye