SONG: Do Dilo Ko Ye Duniya, Milne Hi Nahi Deti - दो दिलों को ये दुनिया, मिलने ही नहीं देती

Do Dilo Ko Ye Duniya, Milne Hi Nahi Deti - दो दिलों को ये दुनिया, मिलने ही नहीं देती

LYRICS:
do dilo ko ye duniya, milne hi nahi deti do dilo ko ye duniya, milne hi nahi deti aashao ki kaliyo ko, khilane hi nahi deti aashao ki kaliyo ko, khilane hi nahi deti ik bag me kya dekha ik bag me kya dekha, bulbul waha rota tha ik bag me kya dekha, bulbul waha rota tha aur pas khada mali, kuchh har pirota tha aur pas khada mali, kuchh har pirota tha dil chir ke ik phul ka dil chir ke ik phul ka, kush kitna woh hota tha bulbul tha tadap jata jab sui chabhota tha dukh sah na saka bulbul, dukh sah na saka bulbul kuchh kah na saka bulbul, kuchh kah na saka bulbul phir behne lage aansu aur kehne lage aansu, kya do dilo ko yeh duniya, milne hi nahi deti do dilo ko yeh duniya, milne hi nahi deti aashao ki kaliyo ko, khilane hi nahi deti aashao ki kaliyo ko, khilane hi nahi deti tum mujhse yeh puchho ge tum mujhse yeh puchho ge, kya phul ki halat thi tum mujhse yeh phuchho ge, kya phul ki halat thi rutha hua mali tha, bigadi huyi kismat thi rutha hua mali tha, bigadi huyi kismat thi aankho me toh aansu the aankho me toh aansu the, bechain tabiyat thi sunsan tha dil usaka, barabad muhabbat thi bulbul se juda ho kar, bulbul se juda ho kar mali se kafa ho kar, mali se kafa ho kar kanto me laga rahane aur phul laga kehne, kya do dilo ko ye duniya, milne hi nahi deti do dilo ko yh duniya, milne hi nahi deti aashao ki kaliyo ko, khilane hi nahi deti aashao ki kaliyo ko, khilane hi nahi deti