SONG: Do Dilo Ki Kaliya - दो दिलों की कलियाँ

Do Dilo Ki Kaliya - दो दिलों की कलियाँ

LYRICS:
dilo ki kaliya, na khilne paye wo baag kya hain, bahar kya hain jo har bankar rahe gale me wo haar kya hain, shringaar kya hain ye mana maine ki ae mukaddar mile na mujhse mijaj tere ye mana maine ki ae mukaddar mile na mujhse mijaj tere ye sochana tha ye sochana tha, ye dekhna tha ki mere dil ki, pukar kya hain ae taja dulhan ye jard chehara ye sard aahe jhuki nigahe ae taja dulhan ye jard chehara ye sard aahe jhuki nigahe ye sard aahe jhuki nigahe bujhi hui si bujhi hui si, shama hain dil ki ye rang kay hain, gubar kya hain mitaye baithe hain harfe kismat kaha ki khushiya, kaha ki rahat mitaye baithe hain harfe kismat kaha ki khushiya, kaha ki rahat na puchho mujhse na puchho mujhse, tu ae tamanna ki chain kya hain, karar kya hain dilo ki kaliya, na khilne paye wo baag kya hain, bahar kya hain