SONG: Do Dilo Ke Mil Jaane Ka Ye Bahana - दो दिलों के मिल जाने का ये बहाना

Do Dilo Ke Mil Jaane Ka Ye Bahana - दो दिलों के मिल जाने का ये बहाना

LYRICS:
do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya koi kisi se mil gaya dekho kismat ka ye khel bina jan pahchan ho gaya aapas me yun mil ha aapas me yun mil tire najar ka dekh lo koi nishana ho gaya tire najar ka dekh lo koi nishana ho gaya ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya ek anokhi dekhi humne aisi mulakat re aankho hi aankho me ho gayi dil se dil ki bat re ek anokhi dekhi humne aisi mulakat re aankho hi aankho me ho gayi dil se dil ki bat re ha dil se dil ki bat re in mast nigaho ka koi mastana ho gaya in mast nigaho ka koi mastana ho gaya ek ho gayi diwani ek diwana ho gaya do dilo ke mil jane ka ye bahana ho gaya