SONG: Do Dilo Kaa Milna Tha - दो दिलों का मिलना था

Do Dilo Kaa Milna Tha - दो दिलों का मिलना था

LYRICS:
do dilo ka milna tha bichhadne ka bahana ik jhutha fasana tha mohabbat ka zamana bite huye din raat ae dil yaad na karna bite huye din raat ae dil yaad na karna mit jana magar pyar me fariyad na karna kismat ka ishara tha ke lut jana khushi se kismat ka ishara tha ke lut jana khushi se lekin tu kisi aur ko nashad na karna lekin tu kisi aur ko nashad na karna mit jana magar pyar me fariyad na karna bite huye din raat ae dil yaad na karna mit jana magar pyar me fariyad na karna do char ye aansu jo mohabbat ne diye hai do char ye aansu jo mohabbat ne diye hai palko me chhupana inhe barbad na karna palko me chhupana inhe barbad na karna mit jana magar pyar me fariyad na karna bite huye din raat ae dil yaad na karna mit jana magar pyar me fariyad na karna