SONG: Do Ankhiya Do Ankhiyo Se Lad Gayi - दो अंखियाँ दो अंखियों से लड़ गई

Do Ankhiya Do Ankhiyo Se Lad Gayi - दो अंखियाँ दो अंखियों से लड़ गई

LYRICS:
do ankhiya do ankhiyo se lad gayi do ankhiya do ankhiyo se lad gayi do ankhiya do ankhiyo se lad gaya tha wo najaro ka khel huaa chori chori mel bato bato hi me bat badh gayi do ankhiya do ankhiyo se lad gayi do ankhiya do ankhiyo se lad gayi man me chhupi baat thi taro bhari raat thi man me chhupi baat thi taro bhari raat thi baag me chameli chale unse mulakat thi man me chhupi baat thi taro bhari raat thi baag me chameli chale unse mulakat thi naam nahi puchha unka kaam nahi puchha mai to naaj se mai to naaj se jamin me haye gad gayi do ankhiya do ankhiyo se lad gayi do ankhiya bijli ya katar tha tikha uska waar tha bijli ya katar tha tikha uska waar tha kaha vo chhabila neele ghode pe sawar tha bijli ya katar tha tikha uska waar tha kaha vo chhabila neele ghode pe sawar tha sohni surat mohni murat mere man ke mere man ke mandirva me jad gayi do ankhiya do ankhiyo se lad gaya tha wo najaro ka khel huaa chori chori mel bato bato hi me bato bato hi me baat badi ban gayi do ankhiya do ankhiyo se lad gayi do ankhiya