SONG: Do Akalmand Hue Fikarmand - दो अक्लमंद हुए फ़िक्रमंद

Do Akalmand Hue Fikarmand - दो अक्लमंद हुए फ़िक्रमंद

LYRICS:
do akalmand huye fikrmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jani do akalmand huye fikrmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jani kahi mahal hai kahi jhopadi ise sar kahe use khopadi tan se jo nanga hai vo milky jaan hai kapda banaya hoga lakh aan hai khud oti me khada do akalmand huye fikrmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jani suno darling ye hai india jara come near tujhe du bata jaan se hai pyari meri jaan rotiya hoti hai garib ka iman rotiya sach hai kisi ne kaha do akalmand huye fikrmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jani milo inse bhi ye jo hai khade suno lala ji kaha chal diye are galle ko dabaye huye mote pet me mouka pa ke bech dega tigne ret me chahega garibo ka bura do akalmand huye fikrmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jani kahi dharm kahi dushmani insaniyat kaha kho gai hay mare gaye papiyo ki baat maan ke apne man ko khich tan ke upar vale dono se bacha do akalmand huye fikrmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jani do akalmand huye fikrmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jani