SONG: Do Aise Vardan Prabhu - दो ऐसे वरदान प्रभु, मेरे सपने सच हो जाए

Do Aise Vardan Prabhu - दो ऐसे वरदान प्रभु, मेरे सपने सच हो जाए

LYRICS:
do aise vardaan prabhu , mere sapne sach ho jaaye mujhe do aise vardaan parbhu, mere sapne sach ho jaaye aansu mere phul phul kar, aansu mere phul phul kar shabanam ban musukay do aise vardaan prabhu, mere sapne sach ho jaaye mujhe do aise vardaan prabhu, mere sapne sach ho jaaye tu ye suraj chaand banaaye, taaro se aakash sajaaye tu ye suraj chaand banaaye, taaro se aakash sajaaye aaj tumhari amar jyoti se aaj tumhari amar jyoti se bujhe deep jal jaaye, mere bujhe deep jal jaaye do aise vardaan mujhe do aise vardaan parbhu mere sapne sach ho jaaye mujhe do aise vardaan prabhu, mere sapne sach ho jaaye jo kuchh diya use mat chhino jo kuchh diya use mat chhino aasha ki kaliyaa mat biino jo kuchh diya use mat chhino itne vitni suno parbhu ye itne vitni suno parbhu ye dukh se sukh ko jaay, ye dukh se sukh ko jaaye do aise vardaan mujhe do, do aise vardaan parbhu mere sapne sach ho jaaye mujhe do aise vardaan prabhu, mere sapne sach ho jaaye