SONG: Diye Jalaye Pyar Ke Chalo Isi Khushi - दीये जलाये प्यार के चलो इसी खुशी में

Diye Jalaye Pyar Ke Chalo Isi Khushi - दीये जलाये प्यार के चलो इसी खुशी में

LYRICS:
diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me ghul gaya ek sal fir tan man ke rang me mahki bahar banke ghul gaya ek sal fir tan man ke rang me mahki bahar banke rut fir biti hui ban ban ke chandani chehre pe aayi chalke bhatak chale kisi hasin yad ki gali me baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me jagmag naina hue hasde palko tale sapne kayi suhane jagmag naina hue hasde palko tale sapne kayi suhane pal bhar ke waste firne lage samne gujre hue jamane pukar le gaye hue dino ko bekhudi me baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me