SONG: Diya Toh Jala Sab Rat Re Balam - दीया तो जला सब रात रे बालम

Diya Toh Jala Sab Rat Re Balam - दीया तो जला सब रात रे बालम

LYRICS:
deeya to jala sab raat re balam par tum laut naa aaye par tum laut naa aaye deeya to jala sab raat re balam par tum laut naa aaye par tum laut naa aaye bikhar gayi hai sej suhaani rovat hai albeli jawaani bikhar gayi hai sej suhaani rovat hai albeli jawaani chhaliya rasiya kit ja chhipe ho chhaliya rasiya kit ja chhipe ho jee hamara kalpaye deeya to jala sab raat re balam bhor bhayi pritam nahi aaye bhor bhayi pritam nahi aaye man kaa dipak bujhta jaye bhor bhayi pritam nahi aaye man kaa dipak bujhta jaye chhaliya rasiya aan milo re chhaliya rasiya aan milo re jee hamra ghabraye chhaliya rasiya aan milo re chhaliya rasiya aan milo re