SONG: Diya Jalakar Aap Bujhaya - दिया जलाकर आप बुझाया

Diya Jalakar Aap Bujhaya - दिया जलाकर आप बुझाया

LYRICS:
diya jalakar aag bujhaya, diya jalakar aag bujhaya tere kam nirale, nirale dil tod ke janewale, dil tod ke janewale diya jalakar aag bujhaya phul pavan aur nadi kinara, karat ishare sanjh kaa tara vyakul hai man mera aaja, vyakul hai man mera aaja vyakul hai man mera aaja o chhod ke janewale, dil tod ke janewale o chhod ke janewale, dil tod ke janewale diya jalakar aag bujhaya dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya gam kaa tufan aane ko hai chhaye badal kale, chhaye badal kale o chhod ke janewale, dil tod ke janewale diya jalakar aag bujhaya