SONG: Diya Jala Ke Sari Raat - दिया जला के सारी रात

Diya Jala Ke Sari Raat - दिया जला के सारी रात

LYRICS:
diya jale saari raat diya jale saari raat diya jale diya jale diya jale saari raat diya jale saari raat jal jal jaaye neel bahaye jal jal jaaye neel bahaye mujh birhan ke saath diya jale saari raat kismat ne kya rang dikhaya dukhiya ke ghar dukhiya aaya kismat ne kya rang dikhaya dukhiya ke ghar dukhiya aaya maang rahe hum ek duje se maang rahe hum ek duje se khushiyo ki khairaat diya jale saari raat pehane sar par taaz agan ka dedi mere dil ki jalan ka pehane sar par door kahi baaje sehnaai tadap rahi apni tanhaai door kahi baaje sehnaai tadap rahi apni tanhaai jeet ke aaj wafa ki baazi jeet ke aaj wafa ki baazi pyaar ne khaai maat diya jale saari raat diya jale saari raat diya jale diya jale diya jale saari raat diya jale saari raat diya jale saari raat